Quotes Of Hazrat Imam ALI (As) About Knowledge And Education
Ilm Ka Aik Qatra Jahalat k Samandar Se Behtar Hay , Or Amal Ka Aik Qatra Ilm k Samandar Se Behtar Hay .
Ilm Ka Aik Qatra Jahalat k Samandar Se Behtar Hay , Or Amal Ka Aik Qatra Ilm k Samandar Se Behtar Hay .
Ilm Nafs Ko Zinda , Aqal Ko Ziada Or Jahalat Ko Khatam Karta Hay .
ILM Wo Shajr Hay Jo Dil Main Ugta Hay Or Zabaan Par Phal Deta Hay
Jb ALLAH Kisi Ko Zaleel Karta Hay To ILM K Darwazay Us Par Band Kr Deta Hay .
Har Wo ILM Gumrahi Hay Jis Ki Himayat Aqal Na Kare.
Agar Tum Apne Ilm Pr Maghroor Ho to Tumhari Jahalat k Liye Yahe Kafi Hay.
ILM Tumhain Rah Dikhata Hay Or Amal Tumhain Maqsad Tak Ponchata Hay
Farman Hazrat Imam ALI As , Farameen Imam Ali As , Farman Imam Ali As About Knowledge , Sayings Of Imam Ali As , Quotes Of Imam Ali As About Knowledge , Hazrat Imam Ali As Farman , Imam ALI As Or ILM , Knowledge Of Imam ALI As , Quotes Of Imam Ali About Knowledge And Education , Hazrat Imam Ali As Or ILM.
0 comments: